Best Shayari On Mother in Urdu
APNE MAA SE MOHABBAT KARNAY WALO KAY LIE BAHTREEN SHAYARI
Dosto aj may jis topic par Article lay Kar aaya hu Best shayari on Mother. Is Mother Special Shayari may ap logo ko Bhat achay achay shair-o-Shayari milay gi jo kay ap Apnay status or social media platforms par bhe laga saktay hain. jis par ap ko kisi bhe kisim ka Copyright nahi aaye ga. Mother's Day walay din ap log may say Bhat saray log is tarah kay shair-o-Shayari ko search kartay hain lakin Bhat Dhundnay kay bad bhe unhe axha Quality Content nhi milta hay. May ap sub kay lie Bhat research kar kay is Tarah kay articles lay Kar aata hu.To pls is article ko apnay friends kay sath share karain. Shukria
Best Maa Shayari in Urdu:
Maa Se Barh Kar Koi Naam Kya Hoga.Uss Naam Ka Hum Se Ehtram Kya Hoga,Jiskee Pairon Ke Neeche Jannat HaiUsle Sar Ka Maqam Kya Hoga..
Sakht Raton Mein Bhi Asaaan Safar Lagta Hai,.Yeh Meri Maa Ki Duaoon Ka Aser Lagta Hai.
Khaliq Ke Baad jisne Mukammal Kiya Mujhe ko,Ahle Jahan Suno !! Woh Meri Maa Ki Zaat Hai..
Poochta Hai Jab Koi Ke Duniyaa Mein Mohabbat Kahan Hai,Muskura Deta Hun Main Aur Yaad Aa Jaati Hai Maa..
Khoobsurti Ki Inteha Dekhi,.Jab Muskurate Huye Maine Apni Maa Dekhi.
Dunya May jab Jo Bhi Jitna Bhi Mela Ha YeSab Koch Meri Maa Ki Duaoo Ka Sila Ha..
Kamiyabon Ki Rahon Ma Jes Ka Tazkaara Zrori Ha.Wu Maa Ha Jes Kay Bagair Zindagani Aadori Ha..
Her Mushkal Asaan Hoti HaJab Tak Zinda Maa Hoti Ha
Kama Kay Dollat May Maa Ko Atni Na Day PayaJatnay Pasoon Sy Wu Mera Sadka Ootara Krti Thie.
Logoon Sy Ka Du Meri Takdeer Sy Jalna Chor DeyHum Ghar Sy Dollat Nahi Maa Ki Duaain La Kar Nikalty Han..
Meri Maa Ki Duaoo Sy Pareshan Ha Mera Dushman.Wo Jab Bhi Waar Krta Ha Tu Khanjar he Toot Jata Ha
Zara Si Choat Lagey,To Woh Ansoo Baha Deti Hai..
Apni Sukoon Bhari Gooad Mein Sula Deti Hai.Anssu ankho may aanay se pahlay he mita daite hayMaan Ki Aik Dua Zindagi Dey Gi
Khud Roye Gi Tumhain Hansa Dey GiKabhi Bhol Kar Bhi Maan Ko Na RulanaIk Choti Si Ghalti Pora Arsh Hila Dey Gi..
Dard Chala Jata Hai Meray Ghar Ki Dehleez Se Udaaas Hoo KarPareshan Nahi Hota Main Kabhi Apni Maan Ke Pass Hoo Kar.
Dil ki Bataain:
Maa duniya ki aise hasti hay jo sub kuxh apnay bacho par qurban kardaite hay maa ko kisi bhe innam ki umeeed Nhi rakhte bus ki sare Zindagi apne bacho ko ache tarbiayat dainay may guzar daite hay.Us maaa ki azmat ko hum kia samjain gye jo hamai paida karte hay palti hay posti hay or apne zindagi ko bahtreen andaz may guaarna sikha the hay.Bhat se log ye kahtay hue dikhtay hain kay hamare maa to hamare ak na sunte hay bus hamaisha wo apne he mann manne karte rahte hay or hamare to koi parwa nahi to un sub se akbat kahna chahunga kay jo chizay hamain ab thiik lagte hain wo us waqt hamaray lie nuksan day sabit hote hain to hamare payari maa us galat chiz ki taraf hamain q jannay dayy gee batou.
Duniya may to hm sub log apnay waldain ka khayal nahi rakhtay or jab wo is duniya se rukhsat hojatay hain to in ki qadar hamai massoos hote hay kay ye allah ki kaise namat the jo hum nay apne masti may thukradi un logo se ja kar poucho jin kay waladain is duniya se ja shukay hain wo apnay dil ka haal bataingay ap ko kay ab koi na to sath dainnay walla hay or na koi burray waqt may saharra dainay wala bus ab to zindagii may kuxh na raha to apnay walidain ki qadar karo najanay wo din kab ho jab un ki sansay ruk jaye to is sayy pahlay apne jannat ko fatah karlo or khoob Un ki khidmat karo
"Sitaray Jesi Roshan Hai Meri Peshaani Ab
Jab Se Meri Maan Ne Usy Chooma hai"
Conclusion:
I hope kay ap ko aj ka ye Topic or Article bhat pasand aaya hoga or ap nay is article se bhat kuxh sikha bhe hoga maray is article ka matlab sirf ap ko shayari provide karna nahi balkay ak ache or bahtreen bat bhe sikhana tha jis se kissi ki ankay khul gaye or wo apne jannat ko na gawaye.
RELATED KEYWORDS
- mothers day shayari in urdu
- poetry on mother in urdu
- maa poetry in urdu text
- urdu shayari maa ke liye
- maa shayari in urdu 2 line
- urdu poetry on mother death
- maa poetry in urdu 2 lines
- urdu poetry on mother by wasi shah
0 Comments