Best Shayari On Sister in Urdu

BEST POETRY FOR SISTER IN URDU


Asalam-ulaikum Dosto aj may ap sub kay lie Best Shayari On Sister in Urdu lay kar aaya hu. Apne payari behno se mohabbat karnay walay bhaioo kay lie aj ka ye bahtreen article. 

Friends may nay is Topic se related bhat search kia lakin mujhay ak bhe article nahi mila jo Bahtrren tariqay se banagaya ho or jis Article may ap Logo ko bharpoor asani faraham ki gye ho to ap sub logo ki madat karnay kay lie aj ka ye Article may ap sub ki khidmat may laya hu agar ap logoo ko ye article pasand aaye to pls apnay dosto kay sath share zaroor karna


JAAN SE PAYARI BEHNO HY LIE BAHTREEN SHAYARI


Kismat to hote hay sub ki apne apne
behna jin kay pass hote hain un ki kuxh khaas hote hay.


Ghar Ki Sundarta Hoti Hai Ye Behan


Ghar Ki Ronak Hoti Hai Ye Behan..


Bhai Ki Pyari Hoti Hai Ye Behan


Choti Ki Didi Hoti Hai Ye Behan..


Sringaar Ka Roop Hoti Hai Ye Behan


Saat Hasti – Hasati Hai Ye Behan..


Bachpan Se Saat Deti Hai Ye Behan




Behan ka pyar kisi dua se kam nahi hota..

Wo chahe door bhi ho to gham nahi hota

Aksar riste dooryon se pheeke par jate he'

Par ‘behan bhai’ ka pyar

kabhi kam nahi hota..




Aye rab meri duaun me asar itna rahe…

'Meri behan ka daaman hamesha khushiyou se bhara rahe




Sada uske pyaar ka diya

meri behan ki rahoun me jala rahe…

Un dono ki jodhi hamesha barkarar rahe…

Us upar wale ki duaon ka haath sada unke sar pe bana rahe…




Dua karte hain hum sar jhuka ke,

Aap apni manzil ko paye.

Agar aapki rahon me kabhi andhera aaye,

To roshni ke liye khuda humko jalaye…




Phool khilte rahein zindgi ki raah mein,

Hansi chamakti rahe aapki nigaah mein.

Kadam kadam par mile khushi ki bahar aapko,

Dil deta hai yehi dua baar-baar aapko




Yahi dua karta hu khuda se,

Aapki zindigi mein koi Gam na ho,

Janamdin per mile hazaro khusiyan,

Chahe unme shaamil hum na ho




Bohat Chanchal, Bohat Khushnuma Si Hoti Hain Behen.

Nazuk Sa Dil Rakhti Hain, Masoom Si Hoti Hain Behen.

Baat Baat Pe Rowti Hain, Jhagarti Hain, Larti Hain Nadan Si Hoti Hain Behen.

Hain Rehmat Se Bharpoor Allah Ki Rehmat Hoti Hain Behen.


 



Ghar Bhi Mehak Uthta Hai Jab Muskurati Hain Behen.

Hoti Hai Ajeeb Si Kefiyat Jab Chhor Ke Chali Jati Hain Behen.

Ghar Lagta Hai Soona Soona Kitna Rula Jati Hain Behen

Dil ki Batain:

Dosto aj kay Best Shayari On Sister in Urdu may ap logo batana chata hu kay is pure duniya may sirf or sirf jo sare bagair kisi inam kay ap ka sacha sath day sakte hay wo ap ki behan hay jaisa kay ap sub jantay hain kay larkia bhat nazook hote hain chote se bat par pura ghar sr par utha daite hain. Dosto hamain lagta hay kay hamare behan to har bar abu ko hamare shikayat laga daute hay or khud bach jate hay bhallay galti hamare nahi hote us ki galti ki maar bhe hamaarey hissay may aajate hay.

Lakin dosto jab is ghar see ruksat hojate hay to hamain phir pata lagta haay kay wo behan hamaray lie kia kia karte the subha se shaam tak na jananay kitnay aisaay kam kardaite the jo shahid hamain nazar bhe nahi aatay thay or ab us kay janay kay badd is batt ka ahsaan hota haay.

Dosto jab tak ap subb logo ki behanay apnay apnay ghar may hain unhain khoob sara pyaar dijyeia or agar wo hadi karkay dosray ghar chale gye hay to apna ahsan na samjain balkay ab us see mohabbat ko dugnna kardain q kay wahan us ka sath koi day na dayy  use ye zaroor lgta rahay ga kay maray bhai hamaisaha maray sath hain.

Phool khiltay hain to Gulab banta hay
behan na ho to har din azab lagta hay

Conclusion:

Dosto may is bat ki umeed karta hu kay ap sub ko aj ka maira ye article bhat pasand aaya hoga or ap sub  logoo nay is article say bhat kuxh sikha bhe hoga qnkay mairay is article ko likhnay ka matlab sirf ye nahi kay ap ko shayari faraham karu balkay is article se ap log kuxh sikh bhe jayye ye mare wish hote hay.

RELATED KEYWORDS:

  • Best poetry for sister in urdu
  • sister love poetry in urdu
  • poetry for sister in urdu text sms
  • sister poetry in urdu sms
  • sister poetry in urdu 2 lines sms
  • sister to sister poetry in urdu
  • dua sms for sister in urdu