Latest Sad Shayari about Life - Sad Poetry in Urdu
Asalam-ul-aikum dosto aj may ap sub kay lie Sad Shayari about Life lay kar aayaa hu. is Article may ap sub ko bahtreen qisaam ki Sad Shayari milay gi. Dukhi Shayari kay sath sath ap sub ap logo bhat se aise shayaries milay gi jo kay ap sub kay lie ak bahtreen se advice hoge.
Sirf Sad poetry ap kay ahsasat ko bayaan nahi kar sakti ye to buss ak zariya hay kay apnay dukh or daard ko bhulanay ka. So i hope ap sub is mairee choti se Koshish ko bhaat pasand karaingay or Sad Shayari about Life in Urdu kay iss bahtreen Article or Shayari apnay Dosto kay sath share Zaroor karaingay.
Deep Sad Poetry On Zindagi
Logon Se Milta Tha Gham, Main Seh Na Saka,
Akela Rehna Chahta Tha Magar, Reh Bhi Na Saka.
Log Akar Kar Aese Jeete Hain,
Jaise Aab e Hayat Peete Hain.
Ajeeb Haal Mein Pohanch Gayi Hai Zindagi,
Ab Na Toh Koi Ajnabi Raha Na Koi Apna.
Beth Jaata Hun Khak Per Akser,
Apni Aukat Achi Lagti Hai.
Bahut Hee Saada Hai Tu Aur Zamana Ayaar,
Khuda Kare Tujhe Zamane Ki Hawa Na Lage.
Na Zameen Apni Na Aasman Apna,
Duniya Mein Nahi Koi Maqam Apna.
Barsar e Jang Raza Aaj Yeh Duniya Hai Magar,
Aik Din Thak Kar Mohabbat Ka Sahara Lay Gi.
Suna Tha Dard Ka Ehsaas Toh Apno Ko Hota Hai,
Jab Dard Hee Apne Dein Toh Ehsaas Kaun Kare.
Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz,
Waqt Zalim Hai Har Aik Mor Pe Thukraye Ga.
Waqt Jab Bhi Laut Kar Aata Hai,
Ya Toh Imtihan Leta Hai Ya Inteqam.
Rangon Se Darr Nahi Lagta Sahab,
Rang Badalne Walon Se Lagta Hai.
Kisi Ne Dhool Kya Aankhon Mein Jhonki,
Main Ab Pehle Se Behtar Dekhta Hun.
Sar Pe Pari Nibha Raha Hun Jaise Taise Main,
Duniya Tere Mizaj Ka Banda Nahi Hun Main
Phir Yun Hua Ke Khushboo Bhi Chubne Lagi Mujhe,
Dekha Jab Aik Phool Ko Phool Bechte Huye
Waqt Ke Aik Damachey Ki Deir Hai,
Meri Faqeeri Bhi Kya Teri Badshahi Bhi kya
Muft Mein Nahi Seekha, Udasi Mein Muskurane Ka Hunar Hum Ne,
Badle Mein Zindagi Ki Har Khushi Tabah Ki Hai
Ek Roz Hum Aese Soyeinge,
Ke Jhagne Wale Bhi Royeinge
Zindagi Ka Falsafa Bhi Kitna Ajeeb Hai,
Shaam Katti Nahi Aur Saal Guzarte Chale Jaa Rahe Hain
Ye jo doobi hain meri aankhain ashkon ke darya main
Ye matti ke insaano per bharosay ki saza hay
Mujhay kaha giya tha mehnat kerna
Afsoos! main ne nukta gira ker mohabbat kerli
Zakham-e-ishq ki taab na la sakay
Hum ne jaan ganwa di jang-e-mohabbat main
Halat-E-Sheher Ke Guman Se Dar Lagta Hai
Aaj Insan Ko Insan Se Dar Lagta Hai.. .
Sab Kuch To Hai Siwaye Achi Qismat Kay
Sath Chalne Wale Bhi Bari Jaldi Badal Gaye..
Mere Mukadma-E-Ishq Ka Ajab Surat-E-Hal Tha
Daleelein Khilaf Thi Magar Munsif Uska Tarafdar Tha
Is daur ke insanoon main wafa dhoond rahay ho
Baray nadaan ho zehar ki sheshe main dawa dhoond rahay ho
Salag Raha Hon Kaii Din Se Apnay He Andar Main,
Ab Jo Lab Kholon Ga To Bohot Tamasha Hoga!
Ker raha hai gham jahan ka hisab,
Aaj tum yad be hisab aay.
Kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya,
Bat nikli tu her ek bat pe rona aaya.
Ye shukar ha kh mery pas tera gham tu raha,
Wagarna zindagi bher ko rula dia hota.
Na Raaton Me Neend Hai Na Khawab Hai
Khuli Aankhon Se Sona Kitna Duswaar Hai
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir,
Ehsas Badla Insaan Badla Kyun Na Badla Apna Haal Aakhir
Wohi karwan, wohi raste wohi zindagi wohi marhaly,
Magar apne apne muqam per kabhi tum nahi kabhi ham nahi.
Dil ki Batain:
Dosto Ap sub is baat ko too bare axhi tarah jantay hainn kay ye duniya or is duniya kay tamam log kis kadar matlab parast hain insaan apnay ap ki aukaat ko bhool jata hay or jo hamaray Allah pak ka haqoom hay or jin kay baray may hamaray aakka oo molaa Mohammad (s.a.a.w) nay hamaain mana farmaya hay un tammaam batoo bhuul jatain hain. Apni masti may magan na janaay kitnay logoo kay dil toor daitay hain or is bad se hamaain zarra barabaar bhe faraq nahi parta qnkay ab to ye is duniya ka riwaaj baan chuka hay kay kisi ka bhe dil dhukka do use bay izzat or russaw kardaitay haaain or jab us say kaam parta hay to afssos us waqt bhee upraay maan se us se maffi maang laitay hain .
Best sad shayari in Hindi/Urdu, sad love breakup Shayari, new sad Shayari with image, Shayari on sad feelings, very sad Shayari, funny-sad shayari wallpaper, sad SMS picture, latest sad status for Whatsapp, sad message, sad fb status, sad girl Shayari, very sad man Shayari. Sad Shayari was written by famous poets like Mirza Ghalib, Allama Iqbal, Faraz Ahmad, mir Taqi meer, daagh dehlavi
This Whole Article is about Sad Shayari or Poetry on Life/Zindagi this whole article is made by Urdu Shayari Darbar Official for those people who are searching this type of aesthetic or Deep meaning Sad poetry for us. I can Search this type of Sad Poetry on Search Engine but i can not found this type of Special Fully Redimate Article So i can create this article for your help. I hope you all are loved by Content and share with our Friends.
Keywords Related to this Article:
Sad Shayari on life
Sad Shayari about life
Sad Poetry on life
Sad Poetry about life
Deep Sad Shayari
Deep Poetry Sad
Sad Poetry in Urdu
Deep shayari on life urdu
sad poetry about life in urdu 2 lines
sad shayari in urdu
sad poetry in urdu text
very sad shayari urdu
urdu shayari on life by ghalib
sad poetry in urdu 2 lines
very sad poetry in urdu images
0 Comments